Bismillah Hir Rahman Nir Raheem
Abdullah Ibn Amr (Radiyallahu
Anhu) Se Rivayat Hai Ki RasoolAllah
(Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya, Jumaa Me Teen (3) Tarah Ke Log Aate
Hain,
(1) Ek To Wo Jo Waha Aakar Behuda Baat Kare, Uska Hissa Yahi Hai (Yani Usko Kuch Sawab Na Milega) Aur
(2) Dusra Wo Hai Jo Wahan Aakar Allah Subhanahu Ta’ala Se Dua Kare Agar Allah Chahega Toh Uski Dua Qubool Karega Aur Chahega Toh Nahi Karega, Aur
(3) Teesra Wo Hai Jo Wahan Aakar Khamoshi Se Baith Jaye, Na Logon Ki Gardanein Faand Kar (Over The Neck) Aagey Badey Aur Na Kisi Ko Takleef Pahuchaye Toh Uska Ye Amal Iss Jumma Se Lekar Agle Jumma Tak Balki Aur Teen (3) Deen Ziyada Tak Ke Liye Gunaahon Ka Kaffara Ban Jayega, Kyunki Allah Subhanahu Ta’ala Ka Irshaad Hai Ki Jo Shaksh Ek Neki Karta Hai Usko 10 Gunaa Sawab Milega.

-: ( Sunan Abu Dawud, 1101 )
No comments:
Post a Comment