Bismillah Hir
Rahman Nir Raheem
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ghar
Tashreef Laaye Toh Roti Ka Tukda Giraa Hua Dekha Toh Aap (Sallallahu Alaihay
Wasallam) Ne Use Uthaa Kar Saaf Kiya Aur Khaa Liyaa Aur Farmaya, “Aye Ayesha! (Radiallahu Ta’la Anha) Izzatdaar
Cheez Ki Izzat Karo, Jab Allah Kisi Qaum Ka Rizq Cheen Leta Hai Toh Waapas Nahi
Karta”.
-: (Ibne Majah, Jild No.2, Hadees No.1142)
No comments:
Post a Comment