Bismillah Hir Rahman Nir Raheem
Hazrat
Abu Huraira (Radhi Allahu Ta’ala Anhu) Ne Kaha Ki Huzoor (Sallallahu Alaihay
Wasallam) Ne Farmaya Ki: “Jo Shakhs Mujh Par Ek Baar Durood Sharif Bhejega
Allah Ta’ala Uss Par 10 Martaba Rehmat Utarega Aur Uss Ke 10 Gunaho Ko Muaf
Farmayega Aur 10 Darze Buland Farmayega.
-: ( Mishkat Sharif )
No comments:
Post a Comment