Sunday, 4 August 2013

Imaan Aur Sawaab Ke Liye Roza Rakhna


Bismillah Hir Rahman Nir Raheem
Hazrate Abu Hurairah (Radiyallahu Ta’ala Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool Allah (Sallallahu T’aala Alaihi Wasallam) Ne Farmaya,
“Jo Imaan Ki Wajah Se Aur Sawaab Ke Liye Ramzan Ka Roza Rakhega Uske Gunaah Bakhsh Diye Jaayenge Aur Jo Imaan Aur Sawaab Ki Niyat se Ramzan Ki Raaton Ke Qayaam Karega (Nawafil Padhega) Uske Agle Gunaah Muaf Kar Diye Jaayenge”.

-: ( Sahih Bukhari, Muslim Sharif )

No comments:

Post a Comment